Wednesday, June 13, 2012

Mujhe Tum Kabhi Bhi Bhula Na Sakogey, Badshah-e-Ghazal , Ghazal Faraaz Voice of God Mehdi Hassan A True Son Of Rajasthani Music and Ghazals

Why Mehdi Hassan is Important to Me

:((((((((((((((((((((((((((((((((((((

This song has a very important role in my life, this is the song, with which I first time proposed to my then girlfriend, and now my wife of 26 years Shree. Year 1978. I was 18 then :) Oh! those years.

 Mehdi Hassan sings and Ahmad Faraz reads Ranjish hi sahi
    
  In 1970's Mehdi Hassan Khan visited India and had a show in Jaipur. DD Jaipur had just started, and I heard the 1st song Ranjish hi sahi. In 1978 Dr Ravindranath Dattan a friend of my father, and a Reader in Department of Botany, University of Rajasthan gave me a cassette Ghazals from Films consisting of Ranjish hi sahi, Gulshan Gulshan Shola, Mujhe tum nazar se , Ab ke bichre to khwabon mein. In 1979 a Geology Post Graduate Sisir Sobhan Srivastava from Lucknow University came to Jaipur and rented a portion of our house. He was a very knowledgeable person, in Chess, Urdu Shayari and Ghazals.

The 4 ghazals he taught me were 

1 Humse bhaga Na karo door Ghazaalon (deer) Singer Mukesh writer Jaan Nissar Akhtar ( Father of Javed Akhtar) lyrics HERE

2 Aye Mohabbat Tere anjaam pe Rona Aaya Beghum Akhtar Lyrics Shakeel Badayuni Composer Murli Manohar Swaroop. Lyrics and video HERE

3 Sher Aa ke jaane ki baat kartein hain
   Dil Dukhaane ki baat kartein hain
   Bark girti hai kafas par
   To hum aashiyane ki baat kartein hain
   Ho ke barbaad yeh deewane
   Muskuraane ki baat kartein hain

4 Sher Agar yeh zid hai humse dua salaam na ho
   To aisi raah se guzro jo raah-e-aam na ho

5 Sher Kaisa Parda Hai
            Chilman se lagey baithein hain
            Saaf chupte bhi nahin
            Saamne aate bhi nahin

6 Sher Rang Kaal
            Khuda ki Kudrat hai
            Laga rahey the til
            Syahi palat gayi

7 Sher Tu Quatil, Tera Dil Quatil, Tere chehrey pe kala til Quatil
            Aaina na dekh meri jaan, Kahin Takra jayein, Quatil se Quatil

8 Sher Tere Gesu hai, ke raat ka saaya
            Jo tu sr mundaye , to sawera ho jaaye

9 Ghazal Ranjish hi sahi Dil hi dukhane ke liye aa .
               Writer Ahmed Faraz, composer Nisar Bazmi Film Mohabbet how handsome Mohd Ali looks and beautiful Zeba looks year of relesae 1972


WAAH SUBHAAN ALLAH!


                              
  

1 Baat karni mujhe mushkil kabhi aisi to na thi
2 Mujhe Tum Nazar Se Gira to Rahe ho
3 Pyaar bharey do sharmeele nain
4 Rafta Rafta woh mere tasqi ka saamaan ho gaye
5 Humein koi gham nahin tha teri aashiqui se pehle
6 Shola jal raha hai, Hawaayein mujhey na do, main kab ka jaa chuka hoon duayein mujhey na do
7 Mohabbet karney waale kam na hongey, teri mehfil mein magar hum na honge. 
8 Zindagi mein to sabhi pyaar kiya kartein hain, main tujhe mar kar bhi meri jaan tujhe chaahunga

9 Baat karni mujhe mushqil 
All the ghazals in one video

Kaise Kaise log hamare dil ko jalane aa jaate hain HERE

Top Tracks for Mehdi Hassan Playlist of 13 songs HERE
check on right you have even more mehdi lists in the above play list


Mehdi Hassan - Ranjish Hi Sahi - Part 2 HERE

Mehdi Hassan Ghazal in Raga Mia Ki Malhar (Eka To Nahi) HERE


Mehdi Hassan live in India ranjish hi sahi-1 Introduction(1978) by Naushad HERE


Ab ke hum bichde to kabhi khwaabon mein milein HERE


Usne jab meri taraf pyaar se dekha hoga HERE


Dil-e-Nadaan tujhe hua kya hai Mirza Asadullah Ghalib ki ghazal HERE


Har Dard ko Jaan mein HERE


Mehdi Hassan Documentary HERE


Rare Interview plus 3 ghazals HERE


Dekh to dil ke jaan se uthta hai, yeh dhuan sa kahan se uthta hai, woh uthey aaj is gali sey haan, jaise koi jahaan se uthta hai Mir Taki Mir ke Ghazal HERE


Mehdi Hassan in Sangam - STN Live Program PTV Show HERE


MEHNDI HASAN IN INDIA - HOTON PE RANG HERE


mehdi hassan live in india 1978.dard ki rahain nahi aasaan (ahmad faraz) HERE


Mehdi Hassan - Rajasthani folk song - A Talk & Kesariya Balam Maang Raag Waah Ssa HERE


 Pyar Bhare Do Sharmile Nain, Ustad Mehdi Hassan HERE


 Jab Koi Pyar Say - Mehdi Hassan (So Mohd Rafi ish !!! So Laxmikant Pyarelal ) HERE


like 


Night in London Song !!! Nazar na lag jaye kisi ki rahon mein - O my love (Muhammad Rafi) HERE





Another Song I like of his is 
Kaise Kaise log hamare ji ko jalane aa jaate hain
Film Tere Sheher Mein
Music Hussain Latif
Lyrics Minir Niazi
Song based on baagesari hence sounds like 
Humse aya na gaya & Shukriya ai pyaar tera Talat Mehmood Talat and Mehdi have same tonal quality


LYRICS/ SONG WORDS

Kaise kaise log hamare ji ko jalane aa jate hain
Apne apne gam ke fasane hame sunane aa jate hain

Sab ki sun kar chup rahte hai Dil ki baat nahi kahte hain
Aate aate jine ke bhi lakh bahane aa jate hain

Mere liye ve gair hai aur main unke liye begana hu
Fir bhi ek rasm-e-jahan hai jise nibhane aa jate hain

Unse alag mai rah nahi sakta is barbaad zamane me
Meri ye majboori mujhe yaad dilane aa jate hain


His Last Album & with Lata ji
WOW
Recording quality is not upto mark in my opinion

    To end his 1st and last duet EVER Tera Milna with Lata Mangeshkar who calls him Voice of God Sarhadein was his last recording in October 2010.
 Lata Mangeshkar And Mehdi Hassan - Tera Milna Bara Acha Lage - Sarhadein








  Mehdi Hassan will always be remembered for a his simple nature and his carefree attitude to life, in the end he had to face problems because of his  bad financial planning. He will alwways be remembered by Lovers of Ghazals. Mehdi, Runa Laila, Talat Mehmood, & Jagjit Singh, now only Runa Laila is left. Long live Mehdi Hassan, a great practitioner of music and one of the last persons to use high classical music in singing ghazals. 


Mehdi Hassan Amar Rahenge har premi ke dil mein , kyonki Ghazal ka matlam Love Song ya Prem Geet, Jahan premi honge, Mehdi Hassan Hamesha honge.



Shabba Khair

Kolkata , India

June 13th 2012


To end my favorite
And apt
Mujhe( Mehdi Hassan Ko ) tum Kabhi bhi Bhula Na Sakoge

My Most Favourite Mehdi Hassan song
For Piano Piece, will remember Dr Dattan Always for lending me the cassette

Mujhe Tum Nazar se Gira to rahe ho
from Lollywood Movie Doraha
Simply brillian piece and great words
Singing softly like Talat Mehmood
Waah Subhaan Allah
Kabhi na bhoolne waali awwaz
Kabhi na bhoolne waaley ashaar

Composer Sohail Rana
Lyrics Masroor Anwar

somg words/lyrics
Mujhe tum nazar se gira to rahe ho
Mujhe tum kabhi bhi bhula na sakoge
Na jaane mujhe kyoon yakin ho chala hai
Mere pyaar ko tum mitaa na sakoge

Meri yaad hogi jidhar jaaoge tum
Kabhi nagma banke kabhi banke aansoo
Kabhi nagma banke kabhi banke aansoo
Tadapta mujhe har taraf paaoge tum
Shama jo jalaayi hai meri wafa ne
Bujhaana bhi chaaho bujha na sakoge

Kabhi naam baaton mein aaya jo mera
To bechain ho hoke dil thaam loge
To bechain ho hoke dil thaam loge
Nigahon mein chaayega gham ka andhera
Kisi ne jo poocha sabab-a-suboon ka
Bataana bhi chaaho bata na sakoge

No comments:

Post a Comment